🥘
Samaan
- 1 kg Chicken
- ½ cup Tel
- 4 Tamatar
- 3 chamach Karahi Masala
- 1 chamach Kutti Lal Mirch
Tareeqa
- Tez aanch pe tel garam karke chicken daalein
- Rang badalne tak bhoonein
- Tamatar daal kar dhak dein, galne tak pakayein
- Karahi Masala aur Kutti Mirch daal kar tel alag hone tak bhoonein
- Adrak, hari mirch aur dhania se sajayein
💌 Nani kehti theen: “Aanch dheemi rakho, sabr zyada.”